Madani Syllabus

Fundamental Teachings of Islam 46 Munājāt Ma ḥ abbat mayn apnī gumā Yā Ilāĥī =َ>َ َ?و Maḥabbat mayn apnī gumā Yā Ilāĥī Nā pāūn mayn apnā patā Yā Ilāĥī Raĥūn mast-o-baykhud mayn tayrī wilā mayn Pilā jām aysā pilā Yā Ilāĥī Mayn baykār bātaun say bach kar ĥamayshaĥ Karūn tayrī Ḥamd-o-Sanā Yā Ilāĥī Mayray ashk beĥtay raĥayn kāsh ĥar dam Tayray khauf say Yā Khudā Yā Ilāĥī Gunāĥaun nay mayrī kamar tauř dālī Mayrā ḥashar mayn hogā kiyā Yā Ilāĥī Banā day mujĥay nayk naykaun ka sadqaĥ Gunāĥaun say ĥar dam bachā Yā Ilāĥī Mayrā ĥar ‘amal bas tayray wāsṭay ĥo Kar ikhlāṣ aysā ‘aṭā Yā Ilāĥī ‘Ibādat mayn guzray mayrī zindagānī Karam ĥo karam Yā Khudā Yā Ilāĥī Musalmān ĥay ‘Attar tayrī ‘aṭā say Ĥo īmān par khatimaĥ Yā Ilāĥī (Wasāil-e-Bakhshish, p. 45) Add Pics www.dawateislami.net

RkJQdWJsaXNoZXIy NTM5MzE=