Madani Syllabus
Fundamental Teachings of Islam 45 Manqabat Ghauš-e-A’ ẓ am ʝ Asīraun kay Mushkil Kushā Ghauš-e-A’ ẓ am ʝ Asīron kay Mushkil kushā Ghauš-e-A’ẓam Faqīraun kay Ḥājat-rawā Ghauš-e-A’ẓam Gĥirā ĥay balāun may bandaĥ tumĥārā Madad kay liay āo Yā Ghauš-e-A’ẓam Teray ĥāth mayn ĥāth mayn nay diyā ĥay Teray ĥāth ĥay lāj Yā Ghauš-e-A’ẓam Murīdaun ko khatraĥ naĥī baḥr-e-gham say Kay bayřay kay ĥayn Nā-Khudā Ghauš-e-A’ẓam Zamānay kay dukh dard kī ranj-o-gham kī Teray ĥāth may ĥay dawā Ghauš-e-A’ẓam Nikālā ĥay peĥlay to dūbay ĥūaun ko Aur ab dūbtaun ko bachā Ghauš-e-A’ẓam Mayrī mushkilaun ko bĥī āsan kījīay Kay ĥayn āp Mushkil Kushā Ghauš-e-A’ẓam Kĥilā day jo murjĥāyi kaliyān dilaun kī Chalā koyī aysī ĥawā Ghauš-e-A’ẓam Kaĥay kis say ja kar Ḥasan apnay dil kī Sunay kaun teray siwā Ghauš-e-A’ẓam (Żauq-e-Na’at, pp. 124-128) Add Pics www.dawateislami.net
RkJQdWJsaXNoZXIy NTM5MzE=