Madani Syllabus
Fundamental Teachings of Islam 41 Manqabat-e-‘A ṭṭ ār ‘A ṭṭ ārī ĥūn ‘A ṭṭ ārī Terā karam ĥay Żāt-e-bārī ‘Aṭṭārī ĥūn ‘Aṭṭārī Nisbat kiyā ĥay piyārī piyārī ‘Aṭṭārī ĥūn ‘Aṭṭārī Āqā day do bayqarārī ‘Aṭṭārī ĥūn ‘Aṭṭārī Kartā raĥūn mayn ashk bārī ‘Aṭṭārī ĥūn ‘Aṭṭārī Āqā sun lo ‘arz ĥamārī ‘Aṭṭārī ĥūn ‘Aṭṭārī Pūrī karūn mayn żimmaĥdārī ‘Aṭṭārī ĥūn ‘Aṭṭārī Āqā teray sadqay wārī ‘Aṭṭārī ĥūn ‘Aṭṭārī Nāzān ĥūn nisbat pay ĥamārī ‘Aṭṭārī ĥūn ‘Aṭṭārī Mayn ĥūn Ḍīyāyī mayn ĥūn Raḍawī Sag ĥūn Ghauš-e-Pāk kā Qādrī ĥūn Qādrī ‘Aṭṭārī ĥūn ‘Aṭṭārī Dars-o-bayān say kiyūn gĥabrāun kaysā darr kiyā khauf ĥo Kiyūn ĥo kisī kā rau’b ṭārī ‘Aṭṭārī ĥūn ‘Aṭṭārī Daytā raĥūn naykī kī da’wat chaĥta ĥūn istiqāmat Guzray yūn hī ‘umr sārī ‘Aṭṭārī ĥūn ‘Aṭṭārī www.dawateislami.net
RkJQdWJsaXNoZXIy NTM5MzE=